Pav Bhaji Recipe in Roman English/Urdu.
Aaj hum aapke liye Pav Bhaji recipe laye hain. Ye jhatpat ban jati hai aur khane men bahut testy hoti hai. Ummeed hay Pav Bhahi Recipe aapko bhi pasand aayegi.
Zaruri Saman (Ingredients):
Pav_Bun - 04 adad,
Pyaz_Onion - 250 gram (kata hua),
Shimla mirch_Capsicum - 100 gram (kate hui),
Tamatar_Tomato- 200 gram (pees kar puree bana len),
Foolgobhi_Cauliflower - 125 gram (ubal kar masli hui),
Hari matar_Green pee - 125 gram (ubli hui),
Aloo_Potato - 500 gram (ubal kar masle hue),
Hari dhaniya_Coriander leaf - 01 bada chammach,
Lal mirch_Red chilli - 04 adad (bhigo kar peesi hui),
Pav bhaji masala - 1/2 bada chammach,
Lahsun pest_Garlic pest - 01 bada chammach,
Tel_Oil - 1/2 bada chammach,
Namak_Salt - test ke mutabik.
Pav Bhaji Banane ki Recipe:
Pav bhaji banane ke liye sabse pahle fry pan ko garam karke usmen tel dalen. Tel garam hone par usmen kai hui pyaz dalen aur achchhi tarah se fry kar len.
Pyaz halki bhuri hone par usmen tamatar ki puree, shimla mirch aur lahsun ka pest mila den aur achchhi tarah se bhun len.
Masala theek tarah se bhun jane par pan men ubli hui sabziyan, aloo, pav bhaji masala, lal mirch ka pest aur namak mila den aur achchhi tarah se chalaa den.
Ab gais ki aanch dheemi kar den aur mixture ko chalate hue 5-7 minute tak pakayen. Uske baad aanch band kar den.
Leejiye, aapkee swadist bhaji taiyar hai. Bas ismen upar se katri hui dhaniya patti dalen aur Pav ke saath maze se khayen.
(( Aur Veg Recipes Yahan dekhen ))
keywords: Indian pav bhaji recipe in Urdu, Pav Bhaji recipe in Urdu dailymotion, Pav Bhaji masala recipe in Urdu, Mumbai Pav Bhaji recipe in Urdu, Mumbai Pav Bhaji recipe in Urdu, Pav Bhaji recipe in Roman Urdu, Pav Bhaji recipe in Urdu khana khazana, Mumbai Pav Bhaji recipe in Urdu, Pav Bhaji recipe in Urdu Roman, Pav Bhaji masala recipe in Urdu, Pav Bhaji in Urdu, Pav Bhajee Vegetarian Recipe, Mumbai Roadside Recipes, Original Pav Bhaji Recipe, Mumbai Pav Bhaji Recipe, easy Pav Bhaji recipe, Pav Bhaji masala, Pav Bhaji masala recipe, How to make Mumbai Pav Bhaji,
COMMENTS