Masala Uttapam Recipe in Roman English / Urdu
Uttapam ek aisi recipe hai, jo banane men behad aasan hai. Iski khasiyat yah hai ki ismen tel ka istemal ne ke barabar hota hai. Ye testy bhi hota hai aur sehat ke liye faydemand bhi. Aaiye jaante hain masala uttapam recipe.
Chawal (rice) -250 gram,
Aloo (potato) - 04 (medium size ke, kaee aur chhile hue),
Pyaz (onion) - 02 (kate hue),
Shimla mirch (capsicum)- 02 (medium siza ke),
Tamatar (tomatoes)- 03 (kate hue),
Hari mirch (green chilli)- 04 (kati huyi),
Hari dhaniya (coriander)- 01 bada chammach (tbsp),
Nimbu (lemon)- 02 adad (ras nikla hua),
Tel (oil)- 02 chhota chammach (tsp),
Haldi powder (turmeric powder)- 01 chhota chammach (tsp),
Namak (salt) - zarurat ke mutabik,
Sarson ke dane (mustard seeds) - 02 chhote chammach (tsp),
Jeera (cumin) -02 chhote chammach (tsp),
Lal mirch powder (chilli powder) - 1/2 chhota chammach (tsp),
Hing powder (asafoetida powder)- 1/4 chhota chammach (tsp),
Kari patte (curry leaves)- 03
[post_ads]
Masala Uttapam banane ki Recipe:
Masala Uttapam banane ki Recipe:
Masala Uttapam banane ke liye sabse pahle chawal ko achchhi tarah se pani se dho len. Fir ek fry pan men tel daal kar garam karen.
Tel garam hone par usmen sarson ke dane, hing powder, kari patte aur lal mirch daal kar bhoonen.
Iske baad aloo, shimla mirch, tamatar, haldi aur namak mila den aur zara sa pani daalkar medium aanch par pakayen.
Tel garam hone par usmen sarson ke dane, hing powder, kari patte aur lal mirch daal kar bhoonen.
Iske baad aloo, shimla mirch, tamatar, haldi aur namak mila den aur zara sa pani daalkar medium aanch par pakayen.
Jab tamatar pak jayen, ismen chawal mila den aur chawal ke pakne tak pakayen. Chawal ke pak jane par gais band kar den.
Ab Aapka Masala Uttapam taiyar hai. Bas ismen upar se nimbu ka ras aur dhaniya ki patti dalen aur plate men nikalkar sauce / chutney ke sath pesh karen.
Ab Aapka Masala Uttapam taiyar hai. Bas ismen upar se nimbu ka ras aur dhaniya ki patti dalen aur plate men nikalkar sauce / chutney ke sath pesh karen.
(( South India ki aur Recipes Yahan dekhen ))
keywords: masala uttapam in roman english, masala uttapam recipe in roman english, indian masala uttapam in roman english, food masala uttapam in roman english, make masala uttapam in roman english, rava uttapam recipe in roman english, uttapam in roman english recipe, uttapam recipe in roman urdu, uttapam recipe urdu roman, uttapam recipe in roman english script, How to make Masala Uttapam, recipe for uttapam batter, south indian uttapam recipe in roman english,
COMMENTS