Suji Halwa Recipe in Roman English/Urdu
Halwa sabhi ko bhata hai. Isiliye aaj hum Suji Halwa recipe aapke sath share kar rahe hain. Suji ka Halwa (semolina halwa) testy hota hai aur banana bhi aasaan hai. Hamen yakin hai ki aapko yr recipe pasand aayegi.
Suji/rawa (Semolina) - 100 gram,
Shakkar (Sugar) - 150 gram,
Mawa/khoya - 50 gram,
Badam (Almond) - baarik kate huye - 02 chhote chammach,
Kaju (Cashew) - baarik kate huye - 02 chhote chammach,
Pista (Pistachios)- baarik kate huye - 01 chhota chammach,
Deshi ghee (Ghee) - 02 bade chammach,
Khane wala rang (Orange color) - 02 boond.Suji Halwa Banane ki Recipe:
Suji ka Halwa banana ke liye sabse pahle fry pan ko garam karke usmen deshi ghee dalen.
Ghee garam hone par usmen suji dalen aur achchhi tarah se bhoon len.
Suji bhun jane par usmen shakkar daalen aur saath hi pani aur khan eke rang ki 2 bunden mila den aur chalate hue pakayen.
Ghee garam hone par usmen suji dalen aur achchhi tarah se bhoon len.
Suji bhun jane par usmen shakkar daalen aur saath hi pani aur khan eke rang ki 2 bunden mila den aur chalate hue pakayen.
2 minute ke baad suji men khoya, aadhe mewe mila den aur chalate rahen. Jab suji ka pani sookhne lage, aanch band kar den.
Ab aapka Suji ka Halwa taiyar hai. Ise bowl men nikalen aur upar se bache hue mewe chhidak kar pesh karen.
Ab aapka Suji ka Halwa taiyar hai. Ise bowl men nikalen aur upar se bache hue mewe chhidak kar pesh karen.
(( Halwa ki aur Recipes Yahan dekhen ))
COMMENTS