Pudine Chutney Recipe in Roman English / Urdu
Pudine ki Chutney Pudina aur Kachche Aam se banti hai, Ye khane men bahut testy hoti hai. Ise snack ke saath bhi kha sakte hain aur lunch / dinner ke saath bhi. To aaiye, aaj banate hain Pudina ki Chutney.
Zaruree Saman (Ingredients):
Hara pudina (green peppermint) - 01 cup,
Kachche aam (raw mango) - 02 adad (medium size ke),
Hari mirch (green chilli) - 04 adad,
Bhuna jeera (roasted cumin) -01 chhota chammach (tsp),
Kala namak (black salt) - 1/2 chhota chammach (tsp),
Namak (salt) - zarurat ke mutabik.
Pudine Chutney Banane ki Recipe:
Pudina Chutney banane ke liye sabse pahle pudina ki pattiyan achchhi tarah se dho len.
Iske baad aam ko dho kar chheel len aur uska guda kaat kar nikal len. Saath hi hari mirch ke danthal tod kar dho len aur unhen do tukdon men kar len.
Iske baad aam ko dho kar chheel len aur uska guda kaat kar nikal len. Saath hi hari mirch ke danthal tod kar dho len aur unhen do tukdon men kar len.
Ab pudina ki pattiyan, aam ke tukde, hari mirch, bhuna jeera aur namak ko ek saath milakar sil ya mixer men baarik pees len.
Lijiye, aapki testy Pudina Chutney taiyar hai. Ise chahen to turnt khayen ya fir fridge men rakhkar 7-8 din tak istemal kar sakte hain.
(( Chutney ki aur Recipes Yahan dekhen ))
keywords: Pudina Chutney Recipe in Roman English, Pudine ki chutney, Pudina ki chutney, Ingredients for podina ki chutney, How to make podina ki chutney, how to make mint chutney, pudina chutney in hindi, dhaniya pudina chutney in Roman English, hari chatni recipe in Roman English, dhaniya pudina ki chutney in Roman English, pudine ki chatni Roman English me, Mint Chutney in Roman English, Easy Pudina chutney recipe in Roman English, How to make Aam aur pudina ki chutney, Mint And Mango Chutney Recipe in Roman English, Mint Mango Chutney Recipe in Roman English, pudina mango chutney recipe, pudina kacha aam chutney, aam pudine ki chutney, pudina aur aam ki chutney, pudina aur dhaniya ki chutney, pudina aur kairi ki chutney, aam aur pudine ki chutney, aam pudina chutney recipe, easy aam ki chutney recipe, aam ki chutney recipe in Roman English, Aam aur pudeene ki chutney
COMMENTS