Plane Dosa Recipe in Roman English/Urdu
South Indian Recipes men Dosa sabse popular hai. Ye banane men aasan hai aur khane men lajawab. Ek baar aap bhi bana kar dekhiye, aur agar meri baat galat nikal jaye, tab kahiega. To aaiye jante hain Dosa Recipe.
Zaruri Saman (Ingredients):
Chawal (
Rice)- 02 cup (kachche),Arahar dal (Toor dal) - 01 cup,
Lal mirch powder (Chilli powder) - 1/2 chhota chammach (tsp),
Hing powder (Asafoetida powder) - 01 chhota chammach (tsp),
Tamatar sauce (Tomato sauce) - zarurat ke mutabik,
Namak (Salt) - zarurat ke mutabik.
Plain Dosa Banane ki Recipe:
Dosa banane ke liye sabse pahle dal aur chawal ko alag-alag bartan men bhigo den.
3 ghante baad donon ko pani se nikal kar alag-alag pees len.
Pisee hui dal aur chawal ko aapas men mila len. Ismen lal mirch powder, hing powder aur namak mila den.
Agar pesṭ gaadha ho, to thoda sa pani milaakar achchhi tarah se fent len.
3 ghante baad donon ko pani se nikal kar alag-alag pees len.
Pisee hui dal aur chawal ko aapas men mila len. Ismen lal mirch powder, hing powder aur namak mila den.
Agar pesṭ gaadha ho, to thoda sa pani milaakar achchhi tarah se fent len.
Ab dosa tava ko garam karen. Tava garm hone par ek bada chammach ghol lekar tave ke upar achchhi tarah se faila den.
Ise dheemi aanch par senken. Jab ek or ka dosa halka bhura ho jaye, to use palat kar senk len.
Ise dheemi aanch par senken. Jab ek or ka dosa halka bhura ho jaye, to use palat kar senk len.
Ab aapka Chatapata Dosa taiyar hai. Ise manchahi chutney ke saath pesh karen.
(( South India ki aur Recipes Yahan dekhen ))
keywords: dosa recipe in roman english, dosa recipe in roman english step by step, dosa recipe rice flour in roman english, Plain Dosa recipe in roman english, Classic Masala Dosa in roman english, dosa batter recipe in roman english, masala dosa recipe in roman english, instant dosa recipe in roman english, andhra dosa recipe in roman english, dosa chutney recipe in roman english, plain dosa recipe south indian in roman english, plain dosa recipe in roman english, South Indian Recipes in roman english, dosa ingredients in roman English, dosa recipe in roman urdu, Plain Dosa recipe in roman urdu, South Indian Recipes in roman urdu, dosa ingredients in roman urdu,
COMMENTS